NARA E MASTANA - Abida Parveen & Asrar - Bazm - E-Rang Chapter 2 by ayzi published on 2022-06-01T18:54:26Z Mera naam wasif-e-basaba, Mera peer sayed-e-murtaza Mera wirad Ahmed-e-mujtaba, main sadda bahar ki baat hoon Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main sham-e-farozan hoon, main aatish-e-larza hoon Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoon Main phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-janana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Main nara-e-mastana, main shouqi-e-rindana Genre Classical Comment by adeel kasi 🔥 2024-05-01T08:15:06Z Comment by Asif Ali 🔊 2024-04-18T13:30:09Z Comment by Ayesha Noor👑 ♥️ 2022-10-25T16:02:52Z Comment by Ali Jamali 🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰 2022-09-19T14:14:22Z Comment by User 69360416 haq 2022-08-05T04:38:06Z Comment by Naqvi 03085257655 Kia bat Hy wah wah 2022-07-11T10:22:57Z Comment by abdulrehman 🥰🥰🥰 2022-06-16T06:55:29Z Comment by adi khoob 2022-06-11T09:57:07Z Comment by Ali Sarwar ✨❤️🥰😍 2022-06-08T17:49:40Z Comment by Mahi Shakir Shakir Ali bht khoob 2022-06-08T09:25:57Z Comment by Nisar Nisar nice 2022-06-06T12:33:40Z Comment by Mumtaz Qureshi ❣️ 2022-06-05T10:49:54Z Comment by abdulrehman 🥰🥰🥰 2022-06-02T10:45:58Z Comment by kaamla kirmani main ALI A.S WALLI ki ghulaam hu🫀 2022-06-02T09:44:50Z